07Feb
Bhula dena kabhi wada
BhuLa dena kabhi wada,
kabhi takmeel kar lena,
Kabhi yunhi murawwat men meri tameel kar lena,
Shab-e-Tareek rastay mai Jo aa ja’ay to ye aankhein,
Kabhi jugnoo kabhi taary kabhi qandeel kar lena
BhuLa dena kabhi wada,
kabhi takmeel kar lena,
Kabhi yunhi murawwat men meri tameel kar lena,
Shab-e-Tareek rastay mai Jo aa ja’ay to ye aankhein,
Kabhi jugnoo kabhi taary kabhi qandeel kar lena
Wo ab is qadar nazar andaz krta he mjh ko. . .!
‘MOHSIN’
Mera hona bhe ab hona nhi lagta. . .
© 2010Funny Sms | Entries (RSS) and Comments (RSS)