Posted in Ghazal SMSby: mehran
No Comments
02Jan
Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain,
Shaam hotay hi khud ko rok lia kertay hain
Jaisay mujrim hay bina jurm karay koi,
Aisa woh hum say sulook rawan rakhtay hain,
Ho na jayai kahin un ka dedar hamain,
Is liyay chehray ko chupa rakhtay hain,
Na koi dost na sathi jub apnay paas ho,
Aisay main aankh say aansu rawan rakhtay hain,
Yeh dil tou [...]
Posted in Ghazal SMSby: mehran
No Comments
02Jan
Hu to khafa us se,
Per jane phir bhi kyo,
Na chah kr bhi usko chahna acha lagta hai,
Haqeeqat se hu door,
Ye mujh ko hai pata,
Per jan k anjan rehna acha lagta hai,
Qaayil nahi main rone ka phir bhi kabhi kabhi,
Tanhai main rona acha lagta hai
Posted in Ghazal SMSby: mehran
No Comments
02Jan
Mujhy bekhudi ki hai arzoo
Mujhe qurbaton ka kumar dey
Mery ang ang mei youn uter
K mujhi mein khud ko utar de
Tu jo rug rug mein bus gea
Tu hai dorion ka jawaz kiya
Meri zindgi mery pass aa
Meri bekhudi ko qarar de
Hai nazar nazar teri joostaju
Tu meri wafa ki hia aabro
Kabi tu bi hu mere roobaro
Mujhe jaan say [...]
Posted in Ghazal SMSby: mehran
No Comments
02Jan
ye fareeza bhi muhabat main ada hona tha
hum ko ik Roz behar taor juda hona tha
.
itni muhlat hi na di waqt nay werna hum ko
tujh pay Sao Bar Rukh-e-yar fida hona tha
.
uskay angan main baharoon nay utarna tha mager
hum ko ujray huway gumbad ki Sada hona tha
.
esliye toot kay chaha tha bu’t-e-kafir ko
uskay hontoon pay [...]
Posted in Ghazal SMSby: mehran
No Comments
02Jan
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
Yunhi Pehlu Mein Bethey Raho
Haaye Mar Jaayein Ge
Hum To Lutt Jaayein Ge
Aisi Baatein Kiya Na Karo
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
Tumhi Socho Zara Kyu’n Na Rokein Tumhey
Jaan Jaati Hai Jab Uth Ke Jaatey Ho Tum
Tum Ko Apni Qasam Jaan-e-Jaa’n
Baat Itni Meri Maan Lo
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
Waqt Ki Qaed [...]
Posted in Ghazal SMSby: mehran
No Comments
02Jan
Agar dard-e-muhabbat se na insaaN aashnaa hotaa
na marne kaa mazaa hotaa, na jiine kaa mazaa hotaa
.
HazaaroN jaan dete haiN butoN kii be-vafaa’ii
par agar un meN se ko’ii baa-vafaa hotaa to kyaa hotaa
.
Agar dam bhar bhii miT jaatii Khalish-Khaar tamannaa
dil hasrat talab ko apnii hastii hai gilaa hotaa
.
Ye maanaa be-hijaabaanaa nigaaheN qah’r kartii haiN
magar husn-e-hayaa parvar [...]
Posted in Ghazal SMSby: mehran
No Comments
02Jan
Tu Paas Bhi Ho To Dil Beqaraar Apna Hai
Ke Ham Ko Tera Nahi Intazaar Apna Hai
Tu Paas Bhii Ho To Dil Beqaraar Apna Hai
Ke Ham Ko Tera Nahi Intazaar Apna Hai
Mile Koi Bhi Teraa Zikr Chhed Dete Hain
Ke Jaise Saaraa Jahaan Raaz_Daar Apnaa Hai
Wo Duur Ho To Bajaa Tark-e-Dosti Ka Khayaal
Wo Saamne Ho To Kab [...]
Posted in Ghazal SMSby: mehran
No Comments
02Jan
Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay,
De k Ek Dard Naya her Shaam DHAL Jati hay,
Tujh ko Seenay say Laga ker Milay Jannat ka Sakoon,
Tujh say Bichrron to Meri Jaan NIKAL Jati hay,
Ishq Kuch Aisay Mitata hay NISHAN-E-HASTI,
Jaise k Raat Ujaalay ko NIGAL Jati hay,
Tu Agar Dil pay Meray Hath hi Rakh De [...]